Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

Wednesday, December 9, 2015

Manma Emotion Jaage Lyrics - Dilwale | Varun Dhawan, Kriti Sanon

Singers: Amit Mishra, Anushka Manchanda, Antara Mitra
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Director: Rohit Shetty
Cast: Shahrukh Khan, Kajol, Varun Dhawan, Kriti Sanon
Music Label: Sony Music India

Manma Emotion Jaage Lyrics

Goriya re choriya re
Goriya re choriya re
Tera jalwa dekha toh dil huaa Milkha
Badi tez bhaage re..

Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage
Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage

Dil jagah se hil gaya re
Dil jagah se hil gaya re
Tukdo mein nikla re dil ka chilka
Tune phenka khaa ke re
Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage
Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage

Saiyaan.. mera desi typical saiyan
Peepal ki thandi chhaiya
mein naache ta ta thaiya
thaiya daiya daiya

Mera desi typical saiyan
Peepal ki thandi chhaiya
mein naache ta ta thaiya
thaiya saiyan saiyan

O mere saiyaan, saiyaan saiyaan!
saiyaan.. saiyaan..

Dil ki phansi hai naiyaa majdhaar mein
Sun le vistaar mein
Ho lut gaya pyaar mein
Ye toh bata de mere jazbaat kaItna kam rate kyun hai tere bazaar mein

Karke waada, kyun na aayi
Karke waada, kyun na aayi
Huaa dil ka jagrata
Halka-phulka sa dhokha kha ke
Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage
Manma emotion jaage re
Manma emotion jaage

(Rap)

Tu jo mila mujhe mohalle ke mod pe
Express highway ke baaju wali road pe
Badtameez gaadi roki seeti maari
Mujhe chheda kiya mujhko ishara
Ashleel aada tedha
Dekha muda badha bola
Lakht-e-jigar mast figure
Aake idhar beth jaa
Baaju waali seat khaali, aaja beth!

Saiyaan.. mera desi typical saiyan
Peepal ki thandi chhaiya
mein naache ta ta thaiya thaiya daiya daiya

Mera desi typical saiyan
Peepal ki thandi chhaiya
mein naache ta ta thaiya
thaiya saiyan saiyan thaiya

Janam Janam Lyrics - Dilwale | Arijit Singh, Antara Mitra

Singers: Arijit Singh, Antara Mitra
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Director: Rohit Shetty
Music Label: Sony Music India

Janam Janam Lyrics

Janam janam janam saath chalna yunhi
Kasam tumhe kasam aake milna yahin
Ek jaan hai bhale do badan ho judaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida

Meri subah ho tumhi
Aur tumhi shaam ho
Tum dard ho tum hi aaraam ho
Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida

Aha ha ha...
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida..

Teri baahon mein hai mere dono jahaan
Tu rahe jidhar meri jannat wahin
Jal rahi agan hai jo ye do tarfa
Na bujhe kabhi meri mannat yahi
Tu meri aarzu, main teri aashiqui
Tu meri shayari, main teri mausiqi

Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nashon mein tu nasha banke ghulna yunhi
Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida

Meri subah ho tumhi
Aur tumhi shaam ho
Tum dard ho, tum hi aaraam ho
Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida

Aa... alvida..

O... na na..

DAAYRE LYRICS - Dilwale | Arijit Singh | Shahrukh Khan, Kajol

Singer: Arijit Singh
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Director: Rohit Shetty
Cast: Shahrukh Khan, Kajol, Varun Dhawan, Kriti Sanon
Music Label: Sony Music India
Daayre Lyrics.

Dilon ki mohabbat ko baandhe kyun haaye re
Dilon ki mohabbat ko baandhe kyun haaye re
Daayre.. daayre.. daayre.. daayre..

Hain kyun faasley darmiyaan leke aaye re
Hain kyun faasley darmiyaan leke aaye re
Daayre.. daayre.. daayre.. daayre..

Kaanch ke wo khwab naazuk the humare saare
Chhoone se hi tootne lage
Mannaton mein umr bhar ka sath jinka manga
Humsafar wo chhootne lage

Na marna munasib jiya bhi naa jaaye re
Na marna munasib jiya bhi naa jaaye re haye re
Daayre.. daayre.. daayre.. daayre..

Oo... na na..

GERUA LYRICS - Dilwale | Arijit Singh | Shahrukh Khan, Kajol

Singers: Arijit Singh, Antara Mitra
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam
Director: Rohit Shetty
Music Label: Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Gerua Lyrics

Dhoop se nikal ke
Chhaanv se phisal ke
Hum mile jahaan par
Lamha tham gaya

Aasmaan pighal ke
Sheeshe mein dhal ke
Jam gaya to tera
Chehra ban gaya

Duniya bhula ke tumse mila hoon
Nikli hai dil se ye duaa
Rang de tu mohe Gerua
Ranjhe ki dil se hai duaa
Rang de tu mohe gerua

Haan nikli hai dil se ye duaa
Ho.. Rang de tu mohe gerua

Ho tumse se shuru.. tumpe fanaa
Hai Sufiyana yeh dastaan
Main kaarwaan manzil ho tum
Jaata jahaan ko har raasta

Tumse juda jo
Dil zara sambhal ke
Dard ka wo saara
Kohra chhan gaya

Duniya bhula ke tumse mila hoon
Nikli hai dil se yeh duaa
Rang de tu mohe gerua
Ho.. Ranjhe ki dil se hai duaa
Rang de tu mohe gerua

O.. veeraan tha, dil ka jahaan
Jis din se tu daakhil huaa
Ik jism se.. ik jaan ka..
Darza mujhe haasil huaa

Haan.. pheeke hain saare
Naate jahaan ke
Tere saath rishta gehra ban gaya

Duniya bhula ke tumse mila hoon
Nikli hai dil se yeh duaa
Rang de tu mohe gerua
Ranjhe ki dil se hai duaa
Rang de tu mohe gerua

Haan nikli hai dil se ye duaa
Ho.. Rang de tu mohe gerua

Agar Tum Saath Ho Lyrics - Tamasha | Alka Yagnik, Arijit Singh

Singers: Alka Yagnik, Arijit Singh
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Irshad Kamil
Directed by: Imtiaz Ali
Music On: T-Series

Agar Tum Saath Ho

Pal bhar thahar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
'gar tum saath ho..

Agar tum saath ho

Behti rehti..
Nahar nadiya si teri duniya mein
Meri duniya hai teri chaahaton mein
Main dhal jaati hoon
teri aadaton mein
'gar tum saath ho

Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho.

Palkein jhapakte hi din ye nikal jaaye
Bethi bethi bhaagi phirun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun

Bin bole baatein tumse karun
'gar tum saath ho
Agar tum saath ho

Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye

(Agar tum saath ho)

Har gham phisal jaaye

(Agar tum saath ho)

Din ye nikal jaaye

(Agar tum saath ho)

Har gham phisal jaaye

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics:

The song is sung by Armaan Malik and composed by Amaal Mallik featuring Emraan Hashmi, Esha Gupta while "Bas itna hai tumse kehna" lyrics are penned by Rashmi Virag.

Singer: Armaan Malik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Rashmi Virag
Music Label: T-Series

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna

Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna

Bas itna hai tumse kehna (x4)

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna

Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon (x2)

Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sata sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)

Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi

Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena

Thehar jaaunga in labon pe (x2)

Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna (x4)

Hmm..
Bas itna hai tumse kehna (x4)

Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna..